Main To Arti Utarun Re Santoshi Mata Ki lyrics from Jai Santoshi Maa is Hindi song in the voice of Usha Mangeshkar. Main To Arti Utarun Re Santoshi Mata Ki song lyrics are written by Kavi Pradeep, its tune is made by C Arjun.
Main to arti utarun re Santoshi mata ki Ho main to arti utarun re Santoshi mata ki Main to arti utarun re Jai jai Santoshi mata jai jai maa Jai jai Santoshi mata jai jai maa Jai jai Santoshi mata jai jai maa Jai jai Santoshi mata jai jai maa
Badi mamta hai bada pyaar Maa ki aankhon mein Maa ki aankhon mein Badi karuna maya dulaar Maa ki aankhon mein Maa ki aankhon mein
Kyun na dekhun main baarambar Maa ki aankhon mein Kyun na dekhun main baarambar Maa ki aankhon mein
Dikhe har ghadi Dikhe har ghadi naya chamatkar Maa ki aankhon mein Maa ki aankhon mein